Sarkar gause aazam nazre karma khudara
sarkaar-e-Gaus-e-aa’zam! nazar-e-karam Khuda-ra mera khaali kaasa bhar do, main faqeer hoon tumhaara sab ka koi na koi duniya mein aasra hai mera bajuz tumhaare, koi nahi sahaara maula Ali ka sadqa, ganj-e-shakar ka sadqa meri laaj rakh lo ya Gaus! main mureed hoon tumhaara jholi ko meri bhar do, warna kahegi … Read more