ya nabi nazre karam farmana aye hasnain ke nana aye hasnin ke nana
zahra pak ke sadqe hamko taiba bulvana aye hasnain ke nana aye hasnain ke nana
be saya he lekin jag par apka saya arshe mualla banaya muhalla did ko rab ne bulaya
hasra tak na hoga kisi ka aisa ana jana aye hasnain ke nana
apke dar ka hu me bhiakri ap he mere data sare rishte nato se he apna nata
apto he ata he jinko sabki laj nibhana aye hasnian ke nana aye hasnain ke nana
saj gayi he milad ki mahfil kiya he khub nazara kaifo masti me duba he alam sara
dudha rahi he apki rahmat bakhis ka bahana aye hasnain ke anan aye hasnain ke nana
Nisbat ka faizan hai dekho Khadim e Gaus e Jali hu Karta hai mujh pe naaz zamana Mai Ausaat e Ali hu
Aap ki aal ke dar ka sag hu Aur saahil hu purana aye hasnain ke nana aye hasnain ke nana