ya nabi nazre karam farmana aye hasnain ke nana

ya nabi nazre karam farmana aye hasnain ke nana aye hasnin ke nana

zahra pak ke sadqe hamko taiba bulvana aye hasnain ke nana aye hasnain ke nana

be saya he lekin jag par apka saya arshe mualla banaya muhalla did ko rab ne bulaya

hasra tak na hoga kisi ka aisa ana jana aye hasnain ke nana

apke dar ka hu me bhiakri ap he mere data sare rishte nato se he apna nata

apto he ata he jinko sabki laj nibhana aye hasnian ke nana aye hasnain ke nana

saj gayi he milad ki mahfil kiya he khub nazara kaifo masti me duba he alam sara

dudha rahi he apki rahmat bakhis ka bahana aye hasnain ke anan aye hasnain ke nana

Nisbat ka faizan hai dekho Khadim e Gaus e Jali hu Karta hai mujh pe naaz zamana Mai Ausaat e Ali hu
Aap ki aal ke dar ka sag hu  Aur saahil hu purana aye hasnain ke nana aye hasnain ke nana 

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top